Zindagi kuch hatke hai hamari
Jo dusro ke sath hota hai vo kismat nhi hamari
Suna hai jo likha hai vahi hota hai
To fir kyu hai uski kismat me sapne or khuaab hai hamari
Ho jati hai kabhi kabhi kuch baatein achi si
Kuch khatti kuch mithi si
Hum to unhi ke sahare jeete hai
Par kyu log unhe khuaab khete hai
Zindagi 2 pal ki hai ya 4 din ki pata nhi
Humhe to khuaabo ne jinda rakh hai
Varna hum kaha kisi ko pata nhi
0 Comments